- Us ne hamare liye itni badi zameen banayi aur hamen rahne ki ijazat di
- sirf ijazat hi nahi balki rahna bhi sikhaya
- rahne ki har aramdayak cheez muhayya ki
- araam karne k liye raat aur kaam karne k liye din ko banaya
- thakaan ko door karne k neend ko banaya aur neend k liye raat ko banaya
- pyar karne k liye maa baap ko banaya
- madad karne k liye doston ko banaya
- ankhen thandi karne k liye baagh w bahar banaye
- beemari door karne k liye dawaiyan aur unke bare me batane k liye hakeem banaye
- sikhane k liye meharbaan ustaad banaye
........................lekin................................
ham ne uske liye kiya kiya??????????????
sochen aur khoob sochen
- kya ham uska shukriya ada karte hain????????????
- kya hamen ehsaas he k usne hamen paida kiya aur jina sikhaya aur sari sahuliyaat muhayya ki????
- kya ham uske ahkaam par amal karte hain????
- kya ham apne upar uska ehsaan samajhte hain??????
- kya ham uski ibadat subh o shaam karte hain????????
aur uski itaat o ibadat shuru kar dijiye
q k
- woh jitna meharbaan he utna hi gusse wala bhi he
- woh agar rehmaan he to jabbar bhi he
- woh jitna raheem he utna azeez bhi he
warnah
- kal qayamat k din uska samna karna he, wahan par zubn band ho jayegi
- aur uske samne kuch bolne ki himmat na hogi
- tab kya banega?????
- kaise nijaat milegi???
- tab afsos k sewa kuch nahi milega
- usko manane ka
- ibadat karne ka
- shukriya ada karne ka
- agar abhi nahi kiya to barbadfi hi barbadi he
gaya waqt phir haath ata nahgi
MOHD FAISAL ANAS
No comments:
Post a Comment